Thursday, 10 November 2016

Whatsapp Status – Phir aaj aansuyon mein nihaayi hui hai raat

Lahore city ki 1 sachi kahani,
Zubair Ahmad zameen per zinda halat main bay yaro madad gaar para howa tha us kay galay say behtay howay khoon (blood) say gali (street) say farsh rangeen ho chuka tha. Zubair Ahmad ka Baap logon ki byhear (ships) ko cherata howa aya, apny betay ki lash dekh kar us nay apna muh (mouth) noch lia.





Phir aaj aansuyon mein nihaayi hui hai raat,
Shayed hamari tarah hi sataayi hui hai raat.

========================

Yeh jo nazron se dil ko nidhaal karte ho,
Kartey to zulm ho magar kamaal karte ho..

========================

Meri deewangi nahin jaati,
Ro raha hoon hansi nahin jati..

========================

Adal o insaf faqat hashr pr mokoof nahi,
Zindagi khud bhi gunahon ki saza deti he…

========================

Meri Ankhon se kabhi utro dil mein,
Ke main dharkan mein Basa lon tumko,

Jaan se b barh kr chahun tumhen,
Apni zindgi hi Bana lon tumko,

Mere khuwabon mein Sirf tum hi baso,
Apni Neendon mein saja lon tumko ,

Logon ki bheer mein
kho na jana kahin,

Zamane se hi main
chura lon tum ko…

========================

Yea muhabat ke kahane nahe marte laykin,

log kardar nabatay huay mar jatay hain…

========================

Tou meri chahat ka ek lafz bi na parh saka ,

main tery diey huey dard ki kitab parhty parhty aksar so jata hon…

========================

Yeh urri urri si rangat, yeh khillay khillay se aansu,
Teri subahh keh rahi hai, teri raat ka fasaana..

========================

Kitnaa Royaa Tha Main Teri Khaatir,
Ab Jo Sochu’n To, Hansi Aati Hai..!!



Dosto Hum ny ap kay lia Whatsapp kay lai behtreen Status upload kia hein Jo aap logon ko achy lagy to wo Status ap upload kar sakty hein

No comments:

Post a Comment